Dosti ke liye shayari –दोस्तों न केवल मनुष्यों के लिए, बल्कि उन जानवरों के लिए भी सबसे महत्वपूर्ण हिस्सा है जो हमें भगवान द्वारा दिए गए हैं और एक सच्ची दोस्ती वास्तव में मुश्किल है। एक दोस्त वह है जो हमारे बारे में सब जानता है। उन्हें यह बताने का सबसे अच्छा तरीका है कि वे सबसे आसान तरीकों में से एक हैं, फेसबुक, व्हाट्सएप, वीचैट आदि जैसे कई मैसेंजर अनुप्रयोगों द्वारा दोस्ती शायरी, उद्धरण, स्थिति और एसएमएस भेज रहे हैं।Hindi best dosti shayari for your best friends
एक अच्छी शायरी, उद्धरण या स्थिति में खूबसूरत भावनाएं होती हैं जो किसी के जीवन को बदल सकती हैं! तो हमने सबसे भयानक रचनात्मक और मज़ेदार दोस्ती दिन शायरी और उद्धरण एकत्र किए हैं। अपने दोस्तों को ये सुंदर स्थिति भेजें और अपने दोस्त को बताएं कि आप हर समय देखभाल करते हैं! ये शायरी ज़रूर दोस्ती के बंधन को समृद्ध करेगी
Hindi best dosti shayari for your best friends:-

Aapka dost jab pragati kare tab
garv se kehna wo mera DOST hai,
Aur
jab aapka dost mushkil mein ho tab
garv se kehna Main uska DOST hun.
Kuch Lamhe Aye Zindagi Me Kuch Lamho Ke Liye,
Aaj Fir Tarste Hain Hum Un Lamho Ke Liye,
Khuda Ne Kaha Kuch Maang Lo,
Maine Kaha Wo Lamhe Fir De Do Kuch Lamho Ke Liye.
Dooriyon ki na parwah kiya karo,
Jab dil chahe yaad kiya karo,
Dushman nahi hain dost hain hum aapke.
Mera sms na aaye to khud bhej diya karo
Yaaron ki mehfil ka…
wo manzar bhi ajeeb sa tha,
jahan sab mere kareeb the…
par main kisi ke kareeb na tha.
Har zindagi pyar ki mohtaz nahi hoti…
or har safed imarat Taj nahi hoti,
Are pyar main marne walo kabhi yaari mein jikar dekho…
kyunki kalyug main koi ladki mumtaj nhi hoti
Har doori mitani padhti hai,
har baat btani padhti hai,
lagta hai dosto ke pass waqt hi nahi hai,
aaj kal
khud apni yaad dilaani padhti hai
Ae dost zindagi bhar mujhse dosti nibhaana,
dil ki koi bhi baat humse kabhi na chupaana,
sath chalna mere tum dukh sukh mein,
bhatak jau mein jo kabhi sahi raasta dikhlaana
Lab Khulte Hai Band Ho Jate Hai,
Sache Dost Milte Hai Bichad Jate Hai,
Per Jab Saath Bitaye Din Yaad Aate Hai Toh,
Hasti Aankhon Se Bhi Aansoo Nikal Aate Hai
Dosti ka rishta purana nahi hota,
isse bada khajana nahi hota,
dosti to pyar se bhi pavitra hai,
kyoki isme koi pagal ya dewana nahi hota
Ajnabi kuch milte hai aur jane kab dost ban jate hai,
Dil mein nahi baste vo to Dil ka hissa ho jate hai,
Badi haseen lagti hai duniya doston k saath yaro,
Par bada dard hota hai jab kabhi dost ajnabi ho jate hai.

Best Dosti Ke Liye Shayari Of 2019
Aaj Khushiyon Ki Koi Badhai Dega,
Nikla Hai Chand To Dikhai Dega,
Ae Dost Dosti Ki Hai Humne Aapse,
Aapka Ek Aansu Bhi Ghira To Sunai Dega
Aasman se utari hai,
Taron se sajai hai,
chand ki chandni se nehlai hai,
Mere Dost…
Sambhal ke rakhna yeh dosti,
Yeh meri zindegi bhar ki kamai hai
Hum Woh Phool Hain Jo Roz Roz Nahi Khilte,
Yeh Wo Hont Hain Jo Kabhi Nahi Silte,
Hum Se Bichro Ge To Ehsas Hoga Tumhain,
Hum Wo Dost Hain Jo Roz Roz Nahin Miltay
Jab Koi Khayal Dil Se Takrata Hai,
Dil Na Chah Ker Bhi Khamosh Ho Jata Hai,
Koi Sab Kuch Keh Ker Dosti Jatata Hai,
To Koi Kuch Na Keh K Dosti Nibhata Ha
Dua karte hain hum Sarko jhukaye,
Ae dost tu apni Manzil ko paye,
Agar Kabhi tere Raahon mein Andhera aaye to,
Roshni ke liye khuda hum ko Jalaye.
Ek din zindagi aise muqaam par pahuch jayegi,
Dosti to sirf yaadon me reh jayegi,
Har cup coffee,Yaad doston ki dilayegi,
Aue haste-haste aankhein fir nam ho jayegi
Dosti ki wajah nahi hoti,
Dosti saza nahi hoti,
Dosti me hoti he imaandari,
Dosti me duniadari nahi hoti,
Dost jaan se pyara hota he,
Dost se jaan pyari nahi hoti.
Rishton ke bandhan ko vishwas nahi kahte,
Har aansoo ko jajbat nahi kahte.
Kismat se milte hai dost jindagi me,
Isliye dosti ko kabhi ittefak nahi kahte
Dost Ki Dosti Se Zindagi Sunehari Hoti Hai,
Saath Uske Tooti Har Aas Poori Hoti Hai,
Mile Dost Aisa Samjh Jaaye Dil Ki Baat,
Phir Kaha Koi Bhi Baat Zaroori Hoti Hai
Palke To Aankhe Ki Hifazat Hoti Hai,
Dhadkan To Dil Ki Amanat Hoti Hai,
Ye Dosti Ka Rishta Bhi Ajeeb Hai,
Kabhi Chahat To Kabhi Shikayat Hoti Hai

i wish you like this dosti shayari in hindi for your friends